% % Contributor: Jasjit Singh (jasjit@cc.gatech.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: Arati Deo, Neha % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % yaad aa rahii hai, terii yaad aa rahii hai yaad aane se, tere jaane se, jaan jaa rahii hai pahale ye na jaanaa, tere baad ye jaanaa pyaar me.n jiinaa mushkil kar degaa, ye dil dIvaanaa pyaar me.n jaane kaise, saa.Ns ye aise, aa jaa rahii hai yaad aa rahii hai ... ye rut kii ra.ngaraliyaa.n, ye phuulo.n kii galiyaa.n ro pa.Dii.n meraa haal sunaa to, mere saath ye kaliyaa.n ro pa.Dii.n ek nahii.n tuu, duniyaa aa.NsU, barasaa rahii hai yaad aa rahii hai ... banate banate dulhan, priit hamaarii ulajhan ban gaI mere dil kii dha.Dakan, merii jaan kii dushman ban gaI kuchh kah kahake, mujhe rah rahake, ta.Dapaa rahii hai yaad aa rahii hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.