% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % giit gaataa chal o saathii gunagunaataa chal o bandhuu re... ha.nsate ha.nsaate biite har gha.Dii har pal gIt gAtA chal ... 1) khulaa khulaa gagan ye harii bharii dharatii jitanaa bhii dekhuu.n tabiyat nahii.n bharatii sundar se sundar har ik rachanaa phuul kahe kaa.NTo.N se bhii sIkho ha.Nsanaa o raahii sIkho ha.Nsanaa, o raahii re kumhalaa na jaae kahii.n man teraa komal, giit gaataa ... 2) chaa.Ndii saa chamakataa ye nadiyaa kA paanii re paanii kii har ik buu.nd detii zindagaanii ambar se barase zamiin pe giire niir ke binaa ho bhaiyaa kaam naa chale o bhaiyaa kaam naa chale, o meghaa re jal jo na hotaa to ye jag jaataa jal, giit gaataa ... 3) kahaa.n se tuu aayaa aur kahaa.n tujhe jaanaa hai khush hai vahii jo is baat se begaanaa hai chal chal chalatii havaae.n kare.n shor u.Date pakherU khii.nche manavaa kii Dor o khii.nche manavaa kii Dor, o pa.nchhii re pa.nchhiyo.n ke pa.nkh leke ho jaa tuu ojhal, giit gaataa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.