% % Contributor: Z. U. Khan at Wake Forest University % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (o saathii re... tere binaa bhii kyaa jiinaa ) - 2 phuulo.n me.n kaliyo.n me.n sapano.n kii galiyo.n me.n tere binaa kuchh kahii.n naa tere binaa bhii kyaa jiinaa o saathii re... har dha.Dakan me.n pyaas hai terii saa.Nso.n me.n terii khushabU hai is dharatii se us ambar tak merii nazar me.n tuu hii tuu hai (pyaar ye TuuTe naa - 2), tU mujhase ruuThe naa saath ye chhuuTe kabhii naa tere binaa bhii kyaa jiinaa o saathii re... tujh bin jogan merii raate.n tujh bin mere din ba.njaare mera jiivan jalatii dhuunii bujhe bujhe mere sapane saare (tere binaa merii - 2), mere binaa terii ye zindagii zindagii naa... tere binaa bhii kyaa jiinaa o saathii re... tere binaa bhii kyaa jiinaa - 2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.