% % Contributor: Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % tumhe.n jo bhii dekh legaa, kisii kaa naa ho sakegaa parii ho bhalaa ho kyaa ho tum tumhe.n jo bhii dekh legaa ... duniyaa chale udhar hii jidhar ye nigaah ghuume shabanam ko dekh lo gar banakar sharaab jhuume nashaa hii nashaa ho kyaa ho tum tumhe.n jo bhii dekh legaa ... kajaraare nain bha.nvare palake.n jo kholate hai.n dilo.n kii bhii baat kyaa hai Imaan bhii Dolate hai.n bhuuto.n ke khudaa ho kyaa ho tum tumhe.n jo bhii dekh legaa ... kahaa.n ye dhamakataa cheharaa, kahaa.n aisaa nuur hogaa jisane banaayaa tumako use bhii guruur hogaa khudaa kii adaa ho kyaa ho tum tumhe.n jo bhii dekh legaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.