% % Contributor: Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % tum mujhe yU.N bhulaa naa paaoge haa.N tum mujhe yU.N bhulaa naa paaoge jab kabhii bhii sunoge giit mere sa.ng sa.ng tum bhii gunagunAoge haa.N tum mujhe yU.N bhulaa naa paaoge ho tum mujhe yU.N ... (vo bahaare.n vo chaa.ndanii raate.n hamane kii thii jo pyAr kii baate.n ) - 2 un nazaaro.n kii yaad aaegii jab khayaalo.n me.n mujhako laaoge haa.N tum mujhe yU.N bhulaa naa paaoge ho tum mujhe yU.N ... (mere haatho.n me.n teraa cheharaa thaa jaise koI gulaab hotaa hai ) - 2 aur sahaaraa liyaa thaa baaho.n kaa vo shaam kis tarah bhulaaoge haa.N tum mujhe yU.N bhulaa naa paaoge ho tum mujhe yU.N ... (mujhako dekhe binaa qaraar naa thaa ek aisaa bhii daur guzaraa hai ) - 2 jhUTh maanU.N to pUchhalo dil se mai.n kahU.ngaa to rUTh jaaoge haa.N tum mujhe yU.n bhulaa naa paaoge jab kabhii bhii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.