% % Contributor: Samiuddin Mohammed at Lehigh University (sm0e@ns1.cc.lehigh.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aajaa piyaa tohe pyaar duu.N gorii ba_iyaa.n tope vaar duu.N kis liye tU, itanaa udaas sUkhe sUkhe ho.nTh, a.Nkhiyo.n me pyaas kis liye kis liye ho, aajaa piyaa tohe pyaar duu.N... rahane de re, jo vo julmii hai path tere gaao.n ke palako.n se chun DaalU.ngii mai.n kaa.NTe terI raaho.n ke ho, sukh meraa lele, mai.n dukh tere lelU.N tu bhii jiye, mai.n bhii jiyuu.N ho, aajaa piyaa... jal chuke, hai.n badan ka_ii piyaa isii aag me.n thake hue in haatho.n ko dede mere, haath me.n ho, laT bikharaae, chunariyaa bichhaae baiThii hU.N, tere liye ho, aajaa piyaa... apanii to jab a.Nkhiyo.n se bah chalii, dhaar sii khil pa.Dii, bas ek ha.nsii piyaa tere, pyaar kii ho, mai.n jo nahii.n haarii, saajan zaraa socho kis liye, kis liye ho, aajaa piyaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.