% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rafii: o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.n Dhuu.nDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.n Dhuu.nDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.n - 2 aashaa: vo anjaanaa Dhuu.nDhatii huu.N vo dIvaanaa Dhuu.nDhatii huu.N jalaakar jo chhip gayaa hai vo paravaanaa Dhuu.nDhatii huu.N aashaa: garm hai, sez hai, ye nigaahe.n merii rafii: kaam aa, jaayegii sard, aahe.n merii aashaa: tum kisii, raah me.n, to miloge kahii.n rafii: are! ishq huu.n, mai.n kahii.n Thaharataa hii nahii.n aashaa: mai.n bhii huu.n galiyo.n kii parachhaaii kabhii yahaa.n kabhii vahaa.n shaam hii se kuchh ho jaataa hai merA bhii jaaduu javaa.n rafii: o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.n Dhuu.nDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.n - 2 aashaa: vo anjaanaa Dhuu.nDhatii huu.N vo dIvaanaa Dhuu.nDhatii huu.N jalaakar jo chhip gayaa hai vo paravaanaa Dhuu.nDhatii huu.N aashaa: chhip rahe, hai ye, kyaa Dha.ng hai aapakaa? rafii: aaj to, kuchh nayaa, ra.ng hai aapakaa aashaa: hai! aaj kii, raat mai.n, kyaa se kyaa ho gayii rafii: aha! aapakii saadagii, to bhalaa ho gayii aashaa: mai.n hii huu.n galiyo.n kii parachhaaii kabhii yahaa.n kabhii vahaa.n shaam hii se kuchh ho jaataa hai merA bhii jaaduu javaa.n rafii: o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.n Dhuu.nDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.n - 2 aashaa: vo anjaanaa Dhuu.nDhatii huu.N vo dIvaanaa Dhuu.nDhatii huu.N jalaakar jo chhip gayaa hai vo paravaanaa Dhuu.nDhatii huu.N aashaa: Thahariye, to sahii, kahiye kyaa naam hai rafii: merii badanaamiyo.n kA vafaa naam hai aashaa: oho! qatl kar ke chale ye vafaa, khuub hai rafii: hai! naadaa.n terii, ye adaa, khuub hai aashaa: mai.n bhii huu.N galiyo.n kI parachhaaI kabhii yahaa.n kabhii vahaa.n shaam hii se kuchh ho jaataa hai merA bhii jaaduu javaa.n rafii: o hasInaa zulfo.n vaalii jaanejahaa.n Dhuu.nDhatii hai.n kaafir aa.Nkhe.n kisakaa nishaa.n mahafil mahafil ai shamaa phiratii ho kahaa.n - 2 aashaa: vo anjaanaa Dhuu.nDhatii huu.n vo dIvaanaa Dhuu.nDhatii huu.n jalaakar jo chhip gayaa hai vo paravaanaa Dhuu.nDhatii huu.n!!! %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.