% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % Comments : Both lata and bhupen use the same lyrics. samay o dhiire chalo bujh gaI raah se chhaa.no.n duur hai duur hai pii kaa gaa.no.n dhiire chalo dhiire chalo jii ko bahalaa liyaa tuune aas niraash kaa khel kiyaa - 2 chaar dino.n me.n koI jiyaa naa jiyaa - 2 zahar ye saa.ns kaa piyaa naa piyaa - 2 ye havaa sab le gaI kaaravaa.n ke nishaa.n bhii u.Daa le gaI u.Datii havaao.n vaale mile.nge kahaa.N - 2 koI bataa do mere piyaa kaa nishaa.n - 2 samay o dhiire chalo bujh gaI raah se chhaa.no.n duur hai, duur hai pii kaa gaa.no.n dhiire chalo dhiire chalo %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.