% % Contributor: Sender: usenet (news@bnr.ca) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % darpan ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar phuulo.n ko dekhaa, tuune jab jab aaI bahaar ek badanasiib huu.N mai.n (3) mujhe nahI.n dekhaa ek baar suuraj kI pahalI kirano.n ko, dekhaa tuune alasaate hue raato.n me.n taaro.n ko dekhaa, sapano.n me.n kho jaate hue yuu.N kisI na kisI bahaane (2) tuune dekhaa sab sa.nsaar (2) darpan ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar kaajal kI qismat kyaa kahiye, naino.n me.n tuune basaayaa hai aa.Nchal kI qismat kyaa kahiye, tuune a.ng lagaayaa hai hasarat hI rahI mere dil me.n (2) banuu.n tere gale kaa haar (2) darpan ko dekhaa, tuune jab jab kiyaa shrR^i.ngaar %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.