% % Contributor: Vikas Nehru (vikas@cs.ualberta.ca) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Levent Erbilgin at BNR Europe Ltd,Maidenhead, UK (sanjeev@bnr.ca) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jaane kahaa.n gae vo din, kahate the terI raah me.n nazaro.n ko ham bichhaae.nge chaahe kahI.n bhI tum raho, chaahe.nge tumako umr bhar tumako naa bhuul paae.nge jaane kahaa.n gae ... mere kadam jahaa.n pa.De, sajade kiye the yaar ne - 2 mujhako rulaa rulaa diyaa, jaatI huI bahaar ne jaane kahaa.n gae ... apanI nazar me.n aaj kal, din bhI a.ndherI raat hai - 2 saayaa hI apane saath thaa, saayaa hI apane saath hai jaane kahaa.n gae ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.