% % Contributor: Rajan P. Parrikar + (parrikar@csn.org) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % a: aap yahaa.n aaye kisaliye? k: aapane bulaayaa isaliye a: aaye hai.n to kaam bhii bataaiye k: haa.n haa.n haa.n pahale zaraa aap muskuraaiye a: muskuraane kii na koI baat hai k: ajii dekhiye to kyaa hasIn raat hai a: oh kaam to bataaiye bataaiye k: na na na pahale zaraa aap muskuraaiye a: aap yahaa.n aaye kisaliye?? k: tere binaa haay a: kyaa? k: nI.nd nahii.n aatii hai a: achchhaa? k: yaad terii aakar a: aahaa k: roz ta.Dapaatii hai a: sachamuch? k: apanaa banaalo a: a? k: haath zaraa thaam lo a: vaah vaah vaah k: baar baar dekho naa a: kyaa? k: dil se hii kaam lo a: are baabaa kaam to bataaiiye k: kaam sIdhaa saadhaa hai a: achchhA? k: ajI lenaa ek vaadaa hai a: kyaa? k: aajaa aajaa shaadii kaa iraadaa hai, shaadii kaa iraadaa hai a: shaadii? aur tumase? k: haa.n haa.n! shaadii kaa iraadaa hai a: shaadii? naa baabaa naa k: magar kyo.n?? a: shaadii to barabaadii hai k: kyaa kahatii ho? a: nahii.n jaatii hai aazaadii hai k: nahii.n nahii.n monaa! suno to ... a: Taa Taa, baaI baaI ... k: oh ho aap yahaa.n aaye kisaliye aap ne bulaayaa isaliye aaye hai.n to kaam bhii bataaiye pahale zaraa aap muskuraaiye %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.