% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: USENET newsgroup: soc.culture.indian % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % jhanDaa uuncha rahe hamara vijayii vish{}v tira.ngaa pyaaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa sadaa shakti barasaane vaalaa, prem-sudhaa sarasaane vaalaa vIro.n ko harasaane vaalaa, maatR^i-bhuumi kaa tan man saaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa svata.ntrataa ke bhiishhaN raN me.n laakhakar josh ba.De kshaN kshaN me.n kaa.Npe shatru dekh kar man me.n, miT jaaye sa.nkaT saaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa ham jha.nDe ke niiche nirbha_y, ke svaraajya yah avichal nish{}chal bolo bhaarat maa.N kii jay, svata.ntrataa hai dhyey hamaaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa aao pyaare viiro.n aao, desh dharm par bali-bali jaao ek saath sab mil kar gaao, pyaaraa bhaarat desh hamaaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa isakii shaan na jaane paaye, chaahe jaan bhale hii jaaye vish{}v vijay kar ke dikhalaaye, tab hoye praaN puurN hamaaraa jha.nDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.