% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % naam gum jaayegaa, cheharaa ye badal jAyegaa merii aavaaz hii, pahachaan hai gar yaad rahe vaqt ke sitam, kam hasii.n nahii.n aaj hai.n yahaa.N, kal kahii.n nahii.n vaqt se bhare agar, mil gaye kahii.n merii aavaaz hii ... jo guzar ga_ii, kal kii baat thii umr to nahii.n, ek aas thii raat kaa silaa agar, phir mile kahii.n merii aavaaz hii ... din Dhale jahaa.N, raat paas ho zi.ndagii kii raah, uu.Nchii kar chalo yaad aaye gar kabhii, jii udaas ho merii aavaaz hii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.