% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Header Info: (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % r: palako.n ke piichhe se kyaa tumane kah Daalaa phir se to faramaanaa l: naino.n ne sapano.n kI mahafil sajaaI hai tum bhI zurur aanaa r: palako.n ke piichhe se kyaa tumane kah Daalaa phir se to faramaanaa (r: taubaa merI taubaa mushkil thaa ek to pahale hI dil kaa bahakanaa aafat phir usape laT me.n tumhaaraa mukha.Daa chhupaa ke chalanaa ) \- 2 l: aise na bolo pa.D jaae mujhako, sharamaanaa r: palako.n ke piichhe se \threedots (l: duniyaa naa dekhe dha.Dake meraa man rastaa sajan meraa chho.Do tan tharatharaae u.NgalI hamaarI dekho piyaa na maro.Do )\- 2 r: yuu.N naa sataao mujhako banaake, dIvaanaa r: palako.n ke pIchhe se \threedots (r: bach bach ke hamase o matavaalI hai ye kahaa.n kaa iraadaa naazuk labo.n se phir karatii jaao milane kaa koI vaadaa )\- 2 l: dil ye meraa ghar hai tumhaaraa, aa jaanaa r: palako.n ke pIchhe se \threedots %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
navin@cs.wisc.edu
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
ashankar@indiana.edu).