% % Contributor: C.S.Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % zu zu zuu zu zuu zu zu zu zu zuu yashodaa kaa na.ndalaalaa bR^ij kaa ujaalaa hai mere laal se to saaraa jag jhilamilaae zu zu zuu zu zuu zu zu zu zu zuu raat Tha.nDii Tha.nDii havaa, gaa ke sulaae bhor gulaabii palake.n, khol ke jagaae do a.Nkhiyo.n me.n tujhe basaake jaane kab se jaaguu.N tuu maa.nge to chaa.Nd bhii de duu.N tujh se kuchh naa maa.nguu.N khol tuu aa.Nkhe.n dekh yahaa.N huu.N aur nahii.n koI mai.n terii maa.N huu.N, zu zu zuu ... tere liye kaise kaise sapane sajaae, mere laal se ... jaane kab ye aatii jaatii saa.ns kahaa.N tham jaae dekh murajhaataa phuul TuuT ke Daalii se kab gir jaae tuu jo mujhe maa.N maa.N ... maa.N, rahake bulaae ruuh ko merii chain aa jaae, zu zu zuu ... so jaae aise phir naa jaaguu.N jagaae, mere laal se ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.