% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Bijal C. Modi (bijal@fission.Nuc.Berkeley.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % paa.Nv chhuu lene do phuulo.n ko inaayat hogii, inaayat hogii varanaa hamako nahii.n, inako bhii shikaayat hogii shikaayat hogii aap jo phuul bichhaae.n unhe.n ham Thukaraae.n - 2 hamako Dar hai hamako Dar hai ke ye tauhiin-e-muhabbat hogii, muhabbat hogii paa.Nv chhuu lene do ... dil kii bechain uma.ngo.n pe karam faramaao - 2 itanaa ruk ruk itanaa ruk ruk ke chaloge to qayaamat hogii, qayaamat hogii paa.Nv chhuu lene do ... sharm roke hai idhar, shauk udhar khii.nche hai - 2 kyaa khabar thii kyaa khabar thii tabhii is dil kii ye haalat hogii ye haalat hogii paa.Nv chhuu lene do ... sharm gairo.n se huaa karatii hai apano.n se nahii.n - 2 sharm ham se sharm ham se bhii karoge to musIbat hogii, musIbat hogii paa.Nv chhuu lene do ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.