% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: G. Ravi Sriniwas (Georgia Institute of Technology, Atlanta Georgia) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Header Info: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aa niile gagan tale pyaar ham kare.n hil mil ke pyaar kaa iqaraar ham kare.n aa niile ... ye shaam kii belaa ye madhur mast nazaare baiThe rahe.n ham yuu.Nhii.n baaho.n ke sahaare vo din naa aae intazaar ham kare.n aa niile gagan ... do jaa.n hai.n ham aise mile ek hii ho jaae.n Dhuu.nDhaa kare duniyaa hame.n ham pyaar me.n kho jaae.n bechain bahaaro.n ko gulazaar ham kare.n aa niile gagan tale ... tuu maa.Ng kaa sinduur tuu aa.Nkho.n kaa hai kaajal le baa.ndh le haatho.n ke kinaare se ye aa.Nchal saamane baiThe raho shrR^i.ngaar ham kare.n aa niile gagan tale ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.