% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % koii jab raah na paae, mere sa.ng aae ke pag pag diip jalaae, merii dostii meraa pyaar jiivan kaa yahii hai dastuur pyaar binaa akelaa majabuur dostii ko maane to sab dukh duur koI kaahe Thokar khaae, mere sa.ng aae ... dono ke hai.n ruup hazaar par merii sune jo sa.nsaar dostii hai bhaaii to bahanaa hai pyaar koI mat chain churaae, mere sa.ng aae ... pyaar kaa hai pyaar hii naam kahii.n miiraa kahii.n ghanashyaam dostii kaa yaaro nahii.n koI daam koi kahii.n duur naa jaae, mere sa.ng aae ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.