% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Manoj Chauhan (mchauhan@boi.hp.com) % Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aane se usake aaye bahaar, jaane se usake jaaye bahaar ba.Dii mastaanii hai merii mahabuubaa merii zindagaanii hai merii mahabuubaa... gunagunaae aise jaise bajate ho.n ghu.ngharuu kahii.n pe aake parvato.n se, jaise girataa ho jharanaa zamii.n pe jharano kii mauj hai vo, maujo.n kI ravaanii hai merii mahabuubaa is ghaTaa ko mai.n to usakii aa.Nkho.n kaa kaajal kahuu.ngaa is havaa ko mai.n to usakaa laharaataa aa.Nchal kahuu.ngaa huuro.n kii malikaa hai pariyo.n kii raanii hai merii mahabuubaa biit jaate hai.n din, kaT jaatii hai aa.Nkho.n me.n raate.n ham naa jaane kyaa kyaa karate rahate hai.n aapas me.n baate.n mai.n tho.Daa diivaanaa, tho.Dii sii diivaanii hai merii mahabuubaa ban sa.nvar ke nikale aae saavan kaa jab jab mahiinaa har koii ye samajhe hogii vo koii cha.nchal hasiinaa puuchho to kaun hai vo, rut ye suhaanii hai, merii mahabuubaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.