% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: (tanvi@utxvms.cc.utexas.edu) % Preeti Ranjan Panda (ppanda@ics.uci.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ilaahii kyaa ye shab-e-Gam hai umr bhar ke liye mai.n kabase jaag rahaa huu.n bas ek sahar ke liye dil agar unake dIdaar ko tarasataa hai unhii ke Gam me.n lahU aa.Nkh se barasataa hai shariiq-e-haal bane the jo umr bhar ke liye mai.n kabase jaag rahaa huu.n bas ek sahar ke liye mere hii dam se thii aabaad rahaguzar unakii merii taraf nahii.n uThatii hai ab nazar unakii jahaa.n ko chho.D diyaa jinakii rahaguzar ke liye mai.n kabase jaag rahaa huu.n bas ek sahar ke liye ye iltijaa hai ki ab umr mukhtasar karade mai.n jisakii raat naa dekhuu.n vohii sahar karade ilaahii kya ye shab-e-Gam hai umr bhar ke liye mai.n kabase jaag rahaa huu.n bas ek sahar ke liye %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.