kajaraa muhabbat vaalaa, a.Nkhiyo.n me.n aisaa Daalaa


Song Title: kajaraa muhabbat vaalaa, a.Nkhiyo.n me.n aisaa Daalaa
Movie Name: Kismat (1968)
Actor(s)/Actress(es): Biswajeet, Babita
Singer(s): Asha Bhonsle, Shamshad Begum
Music Director(s): Onkar Prasad Nayyar
Lyricist(s): S. H. Bihari
Category(ies): Songs about Eyes


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
kajaraa muhabbat vaalaa, a.Nkhiyo.n me.n aisaa Daalaa
kajare ne le lii merii jaan
haay re mai.n tere qurabaan
duniyaa hai mere pIchhe, lekin mai.n tere pIchhe
apanaa banaa le merii jaan, 
haay re ...

aaI ho kahaa.n se gorii aa.Nkho.n me.n pyaar le ke
cha.Dhatii javaanii kii ye pahalii phuhaar le ke
dillii shahar kaa saaraa miinaa baazaar le ke
jhumakaa barelii vaalaa kaano.n me.n aisaa Daalaa
jhumake ne le lii merii jaan, haay re ...

moTar naa ba.ngalaa maa.nguu.N jhumakaa naa haar maa.ngU.N
dil ko chalaane vaale dil kaa qaraar maa.nguu.N
sa_iyaa.n bedardii mere tho.Daa saa pyaar maa.nguu.N
kismat banaa de merii apanaa banaa le merii 
kar le sagaaii merii jaan, haay re ...

jab se hai dekhaa tujhako ho gae gulaam tere
apanaa banaa le gorii aae.nge kaam tere
apanaa ye jiivan saaraa likh de.nge naam tere
kurtaa ye jaalii vaalaa usapar motiyan kii maalaa
kurte ne le lii merii jaan, haay re ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .