% % Contributor: Preeti Ranjan Panda on RMIM (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jaane chale jaate hai.n kahaa.N, duniyaa se jaanevaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N, kaise DhU.nDhe koI unako, nahI.n kadamo.n ke bhii nishaa.n (jaane hai vo - 2) kaun nagariyaa, aaye jaaye khat naa khabariyaa, aaye jab jab unakii yaade.n, aaye hoTho.n pe fariyaade.n, jaake phir naa aane vaale jaane chale jaate hai.n kahaa.N ... (mere bichha.De - 2) jiivan saathii, saathii jaise dIpak baatii, mujhase bichha.D gaye tum aise, saavan ke jaate hii jaise, u.Dake baadal kaale kaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N duniyaa se jaanevaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N, kaise DhU.nDhe koI unako, nahii.n kadamo.n ke bhii nishaa.n jaane chale jaate hai.n kahaa.N ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.