% % Contributor: Sanjeev Ramabhadran (@cmu,) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rafI: ba.Dii duur se aaye hai.n, pyaar kaa tohafaa laaye hai.n apanaalo yaa Thukaraado, pyaar kaa tohafaa laaye hai.n jo dilo.n ke naate hai.n, vo jo.De nahii.n jaate jo.D liye to ... phir to.De nahii.n jaate ye naate dil me.n basaaye sajaaye hai.n (pyaar kaa tohafaa ...) anjaane logo.n me.n koI saathii to milegaa koI to hogaa jo hamako samajhegaa ye sapanaa dil me.n sajaaye hai.n (pyaar kaa tohafaa ...) dono: ham yaar hai.n yaaro.n ke nibhaa de.nge yaarii yaarii hai hamako saarii duniyaa se pyaarii apanaa to dil hai saada, phiratii hai aTal iraade hai jaan se pyaaraa vaadaa, vaadaa kabhii na to.De.nge jiitejii ham yaaro.n kaa saath naa chho.De.nge rafii: sahaare yaaro.n ke paaye hai.n (pyaar kaa tohafaa ...) %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.