% % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: This song actually didn't make it into the movie. % % chain se hamako kabhii aapane jiine naa diyaa zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa chain se hamako kabhii chaa.nd ke rath me.n raat kii dulhan jab jab aaegii yaad hamaarii aapake dil ko tarasaa jaaegii aapane jo hai diyaa, vo to kisiine naa diyaa zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa chain se ... aapakaa Gam jo is dil me.n din-raat agar hogaa sochake ye dam ghuTataa hai phir kaise guzar hogaa kaash naa hotii apanii judaaI maut hii aa jaatii koI bahaane chain hamaarii ruuh to paa jaatii ik pal ha.Nsanaa kabhii dil kii lagii ne naa diyaa zahar bhii chaahaa agar, piinaa to piine naa diyaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.