% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % mere liye zindagii tere bagair kuchh nahii.n tuu hai jahaa.n mai.n vahii.n tere bagair kuchh nahii.n 1) jab tuu hai to kaahe kaa Dar kaT jaaegaa baakii safar sab kuchh diyaa bhagavaan ne achchhaa saa dil achchhaa saa ghar phir bhii merii beKudii, tere bagair ... 2) baiThe rahe.n dekhaa kare.n chhi.Date rahe.n aa.Nkho.n ke taar ba.Dhatii rahe andar kii pyaas is ko hii to kahate hai.n pyaar sun ai merii mehazabii.n, tere bagair ... 3) phuulo.n saa man jharano.n saa tan tujhako mile mere saajan puujaa terii karatii rahuu.n gaatii rahuu.n tere bhajan koI duaa aaratii, tere bagair ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.