% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Rajan Purshottam Parrikar (parrikar@spot.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % ra: bane chaahe dushman zamaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa ki: bane chaahe ... r: vo Kvaabo.n ke din vo kitaabo.n ke din savaalo.n kii raate.n javaabo.n ke din ka_ii saal hamane guzaare yahaa.n yahii.n saath khele hue ham javaa.n hue ham javaa.n thaa bachapan ba.Daa aashikaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa ki: bane chaahe ... ki: naa bichha.De.nge mar ke bhii ham dosto.n hame.n dostii kii qasam dosto.n pataa ko_ii puuchhe to kahate hai.n ham ke ek duuje ke dil me rahate hai.n ham rahate hai.n ham nahii.n aur ko_ii Thikaanaa hamaaraa salaamat rahe dostaanaa hamaaraa r: bane chaahe ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.