% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % mai.n usase itanaa pyaar karataa huu.N ki jitanaa vo nahii.n karatii mai.n usase itanaa pyaar karatii huu.N ki jitanaa vo nahii.n karataa 1) pyaar apanaa asar dikhaataa hai aadamii kyaa se kyaa ho jaataa hai koI shaayar ban jaataa hai koI diivaanaa ho jaataa hai mai.n usape itanaa marataa huu.N ki jitanaa vo nahii.n maratii mai.n usase itanaa pyaar ... 2) kyo.n ye chaahat karane jaa.n masaratii hai har gha.Dii kyuu.n ye dha.Dakan machalatii hai aag sii siine me.n mere jalatii hai roz jis dam se ye shaam Dhalatii hai mai.n usase itanaa pyaar karatii huu.N ... 3) vo mere hii dil me.n rahatii hai mai.n jis se mohabbat karataa huu.N usako hii khudaa mai.nne maanaa hai mai.n jisakii ibaadat karatii huu.n mai.n usape itanaa naaz karatii huu.n ki jitanaa vo nahii.n karataa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.