chiin-o-arab hamaaraa, hindostaa.n hamaaraa


Song Title: chiin-o-arab hamaaraa, hindostaa.n hamaaraa
Movie Name: Phir Subah Hogi
Actor(s)/Actress(es): Raj Kapoor, Mala Sinha, Rehman
Singer(s): Mukesh
Music Director(s): Khaiyyam
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Category(ies): Patriotic Songs


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: (BISMIL@DELPHI.COM)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@eng.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
% Bismil@Delphi comments :-
% This song is a very very clever take-off of Iqbal's Tarana-e-milli.
% Just to show what a clever parody this is of Iqbal, the first verse of
% Taraanaa-e-milli goes as follows:
%
% Chin-o-arab hamaara
% hindostaan hamaara
% muslim hai hum, vatan hai saara jahaan hamaara
%
% The real beauty of the first verse is that it turns around Iqbal's
% arguably communal and national hymn into a cry of of the oppressed and
% anguished that is neither communal nor chauvinist nor nationalist, but
% internationalist. Parts are also recognizable as being borrowed from
% Iqbal's hymn of INDIAN nationalism, "Taraana-e-Hind"
% Some of the references are easily identifiable, especially to Indians
% who know "saare jahaan se achha".
%
% e.g.  ae aab-e-rud-e-Ganga,
%      voh din yaad hai tujhko
%      utra tere kinaare jab kaarwaan hamaara?
%
% To which the parody goes "sarkon pe ghoomta hai ab kaarwaan hamaara"
%
% or the final line to "saare jahaan" which most people don't know, goes
% as follows:  "iqbal, koyi mehrum apna nahin jahaan mein,
%               ma'lum kya kisi ko, dard-e-nihaan hamaara"
%
% Here, of course, it is "milti nahin majoori, 
%                        ma'lum kya kisi ko dard-e-nihaan hamaara"
%
% or, from taraana-e-milli, the line goes:
%
% - ae gulistaan-e-andalus, voh din yaad hai tujh ko
%  tha teri daliyon mein jab aashiyaan hamaara?
%
% contrast that with "footpaath bambai ke hai aashiyaan hamaara"
%
% Overall, it seems that the song takes a somewhat dim view of the lofty
% and grandiose nationalism of Iqbal by presenting some home-truths
% about real present day life.
% 
chiin-o-arab hamaaraa, hindostaa.n hamaaraa
rahane ko ghar nahii hai, saaraa jahaa.n hamaaraa
chiin-o-arab hamaaraa ...

kholii bhii chhin gaI hai, benche.n bhii chhin gaI hai.n
sa.Dako.n pe ghuumataa hai ye kaaravaa.N hamaaraa
jebe.n hai.n apanii khaalii, kyuu.N detaa varanaa gaalii
vo santarii hamaaraa, vo paasabaa.n hamaaraa
chiin-o-arab hamaaraa ...

jitanii bhii bilDi.nge.n thii.n, seTho.n ne baa.NT lii hai.n
fuTapaath bamba_ii ke hai.n aashiyaa.N hamaaraa
sone ko ham kalandar, aate hai.n borii bandar
har ek kholii yahaa.n hai raazadaa.n hamaaraa
chiin-o-arab hamaaraa ...

tAliim hai adhuurii, milatii nahii majuurii
maaluum kyaa kisIko, dard-e-nihaa.n hamaaraa
chiin-o-arab hamaaraa ...

patalaa hai haal-e-apanaa, lekin lahuu hai gaa.Dhaa
phaulaad se banaa hai, har naujavaa.n hamaaraa
mil-julake is vatan ko, aisaa sajaaye.nge ham
hairat se mu.Nh thakegaa saaraa jahaa.N hamaaraa
chiin-o-arab hamaaraa ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .