% % Contributor: % Transliterator: Anurag Shankar% Credits: Swami % Satish Subramanian % Editor: Rajiv Shridhar % % ki: cha.ndaa dekhe cha.ndaa, to vo cha.ndaa sharmaae gorii gorii chA.ndanii me.n, gorii jab muskaae la: jiyaa bole piyaa, to ye jiyaa sharmaae gorii gorii chA.ndanii me.n, gorii jab muskaae ki: chaa.nd se maathe pe bi.ndiyaa jhilamilaae aise chaa.nd suuraj raat me.n ek saath chamake aise jii kare ye umar yuuhii.n dekhate kaT jaae la: jiyaa bole piyaa... nain ban jaatii hai ghuu.nghaT man dulhan kii aashaa baa.nchate hai.n jab nayan tere nayan kii bhaashhaa nain me.n chhup kar mere mujhako tuu mujhase churaae ki: cha.ndaa dekhe cha.ndaa... priit ke ra.ng me.n ra.ngaa hai teraa u.Dataa aa.nchal la: maine baa.ndhaa hai isii me.n ek diivaanaa paagal ki: aa.nchal kii chhaayaa me.n ye paagal jiye mar jaae la: jiyaa bole piyaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.