% % Contributor: % Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu) % Credits: Rajan Parrikar (rajan@anteng.ssd.loral.com) % Falguni Raval (XXED08A@prodigy.com@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chhupaa lo yuu.N dil me.n pyaar meraa ke jaise ma.ndir me.n lau diye kii tum apane charaNo.n me.n rakh lo mujhako tumhaare charaNo.n kaa phuul huu.N mai.n mai.n sar jhukaae kha.Dii huu.N priyatam - 2 ke jaise ma.ndir me.n lau diye kii ye sach hai jiinaa thaa paap tum bin ye paap maine kiyaa hai ab tak magar hai man me.n chhavi tumhaarii - 2 ke jaise ma.ndir me.n lau diye kii phir aag birahaa kii mat lagaanaa ke jalake mai.n raakh ho chukii huu.N ye raakh maathe pe maine rakh lii - 2 ke jaise ma.ndir me.n lau diye kii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.