% % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % koras: kukuk ku kukukukukuk i: cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ? - 2 chunarii ke niiche kyaa hai, chunarii ke niiche ? a: ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa ye dil me.n duu.ngii mere yaar ko, pyaar ko! i: aah!! ko: kukuk ku kukukukukuk i: are, laakho.n diivaane tere, laakho.n diivaane aashiq puraane tere, aashiq puraane a: ho, aashiq milaa naa aisaa, ##hmmm## merii pasa.nd jaisaa ##hmmm## de dil shahar ye aisaa, kyaa karuu.n kyaa karuu.n i: hay!! ko: kukuk ku kukukukukuk a: resham kaa laha.ngaa meraa, resham kaa laha.ngaa laha.ngaa hai maha.ngaa meraa, laha.ngaa hai maha.ngaa laha.ngaa uThaa ke chaluu.n, ghu.NghaT giraa ke chaluu.N kyaa kyaa bachaa ke chaluu.N raamajii, raamajii i: hay!! ko: kukuk ku kukukukukuk i: are, isako bachaa lo baabuu, is ko bachaa lo dil me.n chhupaalo baabuu, dil me.n chhupaalo a: ho, aashiq pa.De hai.n piichhe, {o ho!} koii idhar ko khii.nche, ##hmmm## koii udhar ko khii.nche, kyaa karuu.n kyaa karuu.n i: hay!! ko: kukuk ku kukukukukuk a: hai! shaadii karaado merii {o ho!} shaadii karaado ##hmmm## Dolii sajaado merii Dolii sajaa do {ah ha ah ha!} sautan banaa naa jAye, jogan banaa naa jaaye jogan sahaa naa jaaye, kyaa karuu.n, kyaa karuu.n {hai chhorii} ko: kukukukk I: are! la.Dakii ho kaisii bolo, la.Dakii ho kaisii la.Dakaa ho kaisaa bolo , la.Dakaa ho kaisaa a: ho la.Dakii ho mere jaisii {ah ha!} la.Dakaa ho tere jaisaa {vaah vaah!} aaye mazaa phir kaisaa, pyaar kaa, pyaar kaa {vaah!!} ko: kukukukk a: ho ... jhumarii kaa jumaruu ban jaa, jhumarii kaa jumaruu {kich kich} paayal kaa, ghu.Ngharuu ban jaa paayal kaa ghu.Ngaruu {kich kich} merii salaamii kar le merii gulaamii kar le hogaa tU hogaa koI bAdashaah, bAdashaah {are jaan!} ko: kukukukk a: baalii umariyaa merii baalii umariyaa sUnii sajariyaa merii sUnii sajariyaa mere sapano.n ke raajaa jal_dii se vaapas aajaa {ah!} sotii hU.N mai.n daravaajaa khol ke, khol ke {ah!} ko: kukukukk a: begam bagair baadashaah kis kaam kaa baadashaah bagair begam kis kaam kii terii marazii tU jaane, merii marazii mai.n jaanuu.n maine javaanii tere naam kii, naam kii {ho chorii} i: cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ? cholii ke piichhe kyaa hai, cholii ke piichhe ? chunarii ke niiche kyaa hai , chunarii ke niiche a: ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa {ah ha!} ho, cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa {vah vah} ye dil me.n duu.ngii mere yaar ko, pyaar ko {kurr} ko: cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa - 2 huu ... cholii me.n dil hai meraa, chunarii me.n dil hai meraa a: dil ... dil hai meraa ... - 2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.