% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preeti Ranjan Panda RMIM (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Satish Subramanium % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % tere sur aur mere giit tere sur aur mere giit dono mil kar banegii priit tere sur aur mere giit (dha.Dakan me.n tuu hai samaayaa huaa khayaalo.n me.n tuu hii tuu chhaayaa huaa) - 2 duniyaa ke mele me.n laakho.n mile magar tuu hii tuu dil ko bhaayaa huaa mai.n terii jogan tuu meraa miit dono mil kar banegii priit tere sur aur mere giit (mujhako agar bhuul jaaoge tum, aa aa aaaa mujhase agar duur jaoge tum ) - 2 merii muhabbat me.n taasiir hai, aa aa aaaa merii muhabbat me.n taasiir hai to khii.nch ke mere paas aaoge tum dekho hamaarii hogii jiit dono mil kar banegii priit tere sur aur mere giit %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.