% % Contributor: % Transliterator: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Credits: Parimal R. Zaveri (parimal@cadence.com) % Kannan Muthukaruppan (mkannan@plane.cs.berkeley.edu) % Editor: % % % Kumar Sanu (1st stanza) % Anuradha Paudwal (2nd stanza) % S.P. Balasubramaniam (3rd stanza) % Pankaj Udhas has a separate version of the 1st stanza. % jiye.n to jiye.n kaise, bin aapake - 2 lagataa nahii.n dil kahii.n, bin aapake - 2 (kaise kahuu.n, binaa tere, zi.ndagii ye kyaa hogii, ) - 2 jaise koii sazaa, koii bad-duaa hogii - 2 maine kiyaa hai, ye faisalaa, jiinaa nahii.n hai, tere binaa jiye.n to jiye.n kaise, bin aapake - 2 (mujhe koii, dede zahar, ha.Nsake mai.n pii luu.ngii ) - 2 hara darda sah luu.ngii, har haal mai.n jii luu.ngii - 2 dard-e-judaaii sah naa sakuu.ngii, tere binaa mai.n rah naa sakuu.ngii, jiye.n to jiye.n kaise, bin aapake - 2 dekh ke vo, mujhe teraa palake.n jhukaa denaa - 2 yaad bahut aae, teraa muskuraa denaa - 2 kaise bhulaauu.n, vo saarii baate.n, vo miiThii raate.n, vo mulaakaate.n jiye.n to jiye.n kaise, bin aapake - 2 lagataa nahii.n hai dil kahii.n, bin aapake %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.