% % Contributor: % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Credits: Mohan Rathore (rathore@ece.rutgers.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % dil kahe ruk jaa re ruk jaa, yahii.n pe kahii.n jo baat (2) is jagah me.n, hai kahii.n pe nahii.n (1) parbat Upar khi.DakI khuule, jhaa.Nke sundar bhor, chale pavan suhaanii nadiyo.n ke ye raag rasIle, jharano.n kA ye shor bahe jhar jhar paanI mad bharaa, mad bharaa samaa, ban dhulaa-dhulaa har kalii sukh palii yahaa.n, ras ghulaa-ghulaa to dil kahe ruk jaa he ruk jaa... (2) uu.nche-uu.nche pe.D ghanere, chhanatI jinase dhuup kha.Dii baa.Nh pasaare niilii niilii jhiil me.n jhalake niil gagan kaa ruup bahe ra.ng ke dhaare Daalii-Daalii chi.Diyo.n ki sadaa, sur milaa-milaa champaaii champaaii fijaa, din khilaa-khilaa to dil kahe ruk jaa re ruk... (3) pariyo.n ke ye jamaghaTa, jinake phuulo.n jaise gaal sab shokh hathelI iname.n hai vo alha.Da jisakI hiraNii jaisii chaal baDii chhail-chhabIlI manachalii-manachalii adaa, chhab javaa.n javaa.n har gha.DI cha.Dha rahaa nashaa, sudh rahii kahaa.n to dil kahe ruk jaa re ruk jaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.