% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Porky % Preetham Gopalaswamy for pstats (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % dekh lo aavaaz dekar paas apane paaoge aaoge tanhaa magar tanhaa nahii.n tum jaaoge 1) dUr rahakar bhii tumhii.n pe rahatii hai apanii najar baaho.n me.n ham thaam le.nge jab bhI Thokar khaaoge, dekh lo ... 2) lenaa badale me.n tumhaare gar khudaa_ii bhii mile chho.D de.nge do jahaa.n ko jab bhI tum faramaaoge dekh lo ... 3) bevafaaii bhii karo to maaf kar de.nge tumhe.n ham nA vaado.n se phire.nge tum agar phir jaaoge, dekh lo ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.