% % Contributor: % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % u: (ham pyaar karanevaale duniyaa se naa Daranevaale ) - 2 (yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge ) - 2 a: ham pyaar karanevaale duniyaa se naa Daranevaale - 2 (yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge mar jaae.nge ) - 2 u: (roka sake jo dilavaalo.n ko aisii koii jel nahii.n ) - 2 a: (dil kaa lagaanaa is duniyaa me.n logo.n, koii khel nahii.n ) - 2 u: baa.ndhaa hai kisane paagal havaa ko? a: rokaa hai kisane u.DatI ghaTaa ko? dono: to.Dake pi.nja.Daa u.D jaae.nge haatha nahii.n ham aae.nge u: yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge a: yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge marajaae.nge a: (lailaa nahii.n ham, majanuu nahii.n ham julm aur sitam jo hasake sahe.n ) - 2 u: (roke kiseke ham to ruke naa apanaa milan to hoke rahe.n ) - 2 a: pyaar kiyaa hai pyaar kare.nge u: ham to zamaane se naa Dare.nge dono: apanii mohabbat kii taakat se duniyaa ko jhukaae.nge a: yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge u: yaar jalane vaalo.n ko jalae.nge pyaar me.n jiye.nge mara jaae.nge a: ham pyaar karanevaale u: duniyaa se naa Daranevaale a: duniyaa se naa Daranevaale dono: yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyaar me.n jiye.nge mar jaae.nge yaar jalane vaalo.n ko jalaae.nge pyAr me.n jiye.nge mara jaae.nge %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.