% % Contributor: % Transliterator: % Credits: Deepu, Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chalatI chalI jAe, zindagI kI Dagar kabhI khatm nA ho, ye safar manzil kI use, kuchh bhI nA khabar phir bhI chalA jA_e, dUr kA rAhI dUr kA rAhI (2) ... mu.D ke nA dekhe, kuchh bhI nA bole bhed apane dil kA, rAhI nA khole AyA kahA.N se, kis desh kA hai koI nA jAne, kyA DhU.nDhatA hai manzil kI use ... jhalake nA kuchh bhI, AshA nirAshA kyA koI samajhe, naino.N kI bhAshhA cheharA ki jaise, korA safA hai qismat ne jis par, kuchh nA likhA hai manzil kI use ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.