% % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % chhup gayaa koii re, duur se pukaar ke dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke chhup gayaa ... aaj hai.n suunii suunii, dil kii ye galiyaa.N ban gaI.n kaa.NTe merii, khushiyo.n kii kaliyaa.N pyaar bhii khoyaa maine, sab kuchh haar ke dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke chhup gayaa ... a.Nkhiyo.n se nii.nd gaI, manavaa se chain re chhup chhup roe mere, khoe khoe nain re haay yahii to mere, din the si.ngaar ke dard anokhe haay, de gayaa pyaar ke chhup gayaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.