% % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % (sapane suhaane la.Dakapan ke mere naino.n me.n Dole bahaar ban ke ) - 2 jab chhaae ghaTaa matavaalii, mere dil pe chalaae aarii ghabaraaye akele manavaa, mai.n leke javaanii haarii kaise kaTe.n din ulajhan ke koI laade zamaane vo bachapan ke sapane suhaane ... jab duur papiihaa bole, dil khaaye meraa hichakole mai.n laaj me.n mar-mar jaauu.N, jab phuul pe bha.nvaraa Dole chhe.De pavaniyaa taraane jab man ke mujhe bhaaye na ra.ng ye jiivan ke sapane suhaane ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.