% % Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % o pavan veg se u.Dane vaale gho.De tujh pe savaar hai jo, meraa suhaag hai vo rakhiyo re aaj unakii laaj ho, o pavan ... 1) tere ka.ndho.n par aaj bhaar hai mevaa.D kaa karanaa pa.Degaa tujhako saamanaa pahaa.D kaa hal_dii ghaaTii nahii.n hai kaam koii khilavaa.D kaa denaa javaab vahaa.n shero.n kii dahaa.D kaa gha.Diyaa.n tuufaan kii hai.n tere imtahaan kii hai.n rakhiyo re aaj unakii laaj ho, o pavan ... 2) chhakke chhu.Daanaa denaa tuu dushmano.n kii chaal ke unakii chhaatii pe cha.Dhanaa paa.Nv tuu uchhaal ke laanaa suhaag meraa vaapas tuu sambhaal ke tere itihaas me.n akshar ho.nge gulaal ke chetak mahaan hai tuu bijalii kii baan hai tuu rakhiyo re aaj unakii laaj ho, o pavan ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.