% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Dev Alok (dalok@eos.ncsu.edu) % Tushar Samant (samant@tartarus.uchicago.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: % % (havaa havaa ai havaa khushabuu luTaa de kahaa.n khulii haa.n khulii zulf bataa de ab usakaa pataa de, zaraa mujhako bataa de mai.n us se miluu.ngaa, ek baar milaa de yaar milaa de, diladaar milaa de - 2 ) - 2 (phir kisii ke chehare kaa ra.ng khil gayaa bichha.Daa huA aaj koI usako mil gayaa ) - 2 kaise mil gayaa, kahaa.n mil gayaa ham ne to DhU.NDh liyaa saaraa zamaanaa havaa havaa ai ... (ye adaa bhI usakii kyaa kaam kar gayii jaate jaate ek hasiin shaam kar gayii ) - 2 shaam kar gayii, tere naam kar gayii aise hasiin chehare ko apanaa banaanaa havaa havaa ai ... (zindagii kii dhuup ko saayaa kar gayii aaj mere paas se vo guzar gayii ) - 2 usane jo kahaa, tumane hii sunaa ye baat aur kisii ko nA bataanaa havaa havaa ai ... havaa havaa ai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.