% % Contributor: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu) % Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu) % Credits: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Neeraj Deshmukh (deshmukh@isip01.isip.msstate.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sat Jan 27 19:51:58 EST 1996 % % aae haay, (kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2 ) - 2 nashe se palake.n tanii.n-tanii.n, jaana pe merii banii-banii cha.Dhatii javaanii terii, kaise sambhaale tuu husna teraa matavaalaa hai, arii kisake liye sambhaalaa hai banuu.N rakhavaalaa, kara de, mere havaale tuu terii ye javaanii, alabelii, ye pahelii, hai akelii mujhe saathii banaa le, haa.N ina zulpho.n me.n ulajha-ulajha ke, kaI musaaphira bhaTake ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2 terii maa.Nga me.n, jo mai.n sinduura bhara duu.N to hara raata ko chaa.Ndanii raata kara duu.N tujhe khii.ncha kara apane dila se lagaa luu.N zamii.n para tujhe mai.n khudaa se milaa duu.N aisii karu.Ngaa mai.n dIvaanii, mastaanii, o jaanii zaraa nazare.n milaa le, samajhii aramaano.n ke, khule dariiche, aajaa zaraa simaTake ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2 bola kahuu.N mai.n khare-khare, jaatii hai kyuu.N pare-pare terii zi.ndagii me.n aajaa, pyaara ko basaa duu.N mai.n paas agar tuu aajaae, (##heavy breathing##) saa.Ns-saa.Ns TakarA jAe dila kyuu.N dha.Dakataa hai, tujhako dikhaa duu.N mai.n tiira pe tiira, chalaa ke, muskaa ke, sharamaa ke, mujhe paasa bulaa le vahii.n pe mele, laga jaae.N tuu dekhe jahaa.N palaTa ke ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake ho teraa, ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa kaana me.n jhumakaa, chaala me.n Thumakaa, kamara pe choTii laTake, ho gayaa dila kaa, purajaa-purajaa, lage pachaasii jhaTake, ho teraa ra.Nga hai nashiilaa, a.nga-a.nga hai nashiilaa - 2 haay, haay %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.