% % Contributor: Apurva Ashok Patel (apurva@wpi.WPI.EDU) % Transliterator: R. Gopalakrishnan (gopalakr@cis.udel.edu) % Credits: % Editor: % % kahataa hai ye mausam, chhaa rahii hai kahii.n pe ghaTaa pa.Nchhii gaa rahe hai.n, inase puuchhuu.Ngii teraa pataa merii julpho.n ko chhe.De, diivaanii ye paagal havaa sapane saajan ke, de rahe ab hamako sadaa bha.Nvare tarAne gAye, gaake hame sunaaye phuulo.n kaa dil hai javA.n aaii javaanii aaii, kyaa rut suhAnii aaii kitanaa hasii.n hai samaa aise me.n jii karataa hai karane ko koii khata kahataa hai ye mausam, chhaa rahii hai kahii.n pe ghaTaa apanaa banaauu.Ngii mai.n, dil me.n basaauu.Ngii mai.n jab vo milegaa mujhe kisakii diivaanii huu.N mai.n, kisakii kahaanii huu.N mai.n kaise bataauu.N tujhe aaj nahii.n to kal mil jaayegaa usakaa pataa kahataa hai ye mausam, chhaa rahii hai kahii.n pe ghaTaa - 2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.