saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n


Song Title: saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n
Movie Name: Anand Ashram
Actor(s)/Actress(es): Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Singer(s): Kishore Kumar, Asha Bhonsle
Music Director(s): Shyamal Mitra
Lyricist(s):
Category(ies):


Go to Slow-DEVNAGRI Go to Fast-DEVNAGRI (Xdvng) Go back to Index
%
% Contributor:  
% Transliterator: Vivek Vohra (vivek@oz.che.rochester.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor:  
%
% 
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n - 2
tere nae ruupa ki naI adaa, hama dekhaa kare.nge pala pala me.n - 2
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 

(dekha ke terii suurata, miTa jaatii hai, eka hii pala me.n, 
jiivana kii hara thakana
mere sapano.n kii tuma muurata, tumako paakara, saphala huA hai, 
meraa ye jiivana ) - 2
sapano.n kii tuma muurata
ho, chamakii merii kismata kii rekhaa, ina nayano.n ke kaajala me.n ...
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 

(hama aura paasa aae.Nge, hame aura paasa koI laaegaa
duniyaa ko nazara aae.Nge hama, jaba jaba vo muskaaegaa ) - 2
aaI aisii belaa, ika pala ko bhii, mujhe akelaa, 
chho.Da naa denaa tuma
aaI aisii belaa
paasa hii rahanaa, kho mata jaanaa, duniyaa kii halachala me.n
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n 
tere nae ruupa ki naI adaa, hama dekhaa kare.nge pala pala me.n 
saaraa pyaara tumhaaraa, maine baa.Ndha liyaa hai aa.Nchala me.n ...
%


This site is maintained by Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by Anurag Shankar and a team of volunteers. Please send new songs, corrections etc to .