% % Contributor: Umesh D. Navsariwala (udnavs00@nx20.mik.uky.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % premii huu.N paagal huu.N mai.n, paagal huu.N mai.n, paagal huu.N mai.n ruup kA saagar huu.N mai.n, saagar huu.N mai.n , saagar huu.N mai.n pyaar kA bAdal huu.N mai.n parvato.n se aaj mai.n Takaraa gayaa tum ne dii aavaaz lo mai.n aa gayaa (2) tum bulaao mai.n nA aauu.n aisA harajaaI nahii.n itane din tumako hii merI (2) yaad tak aa_ii nahii.n aa gayaa jaaduu kA mausam aa gayaa tum ne dii aavaaz lo mai.n aa gayaa ho ho parvato.n se aaj mai.n Takaraa gayaa tum ne dii aavaaz lo mai.n aa gayaa umr hii aisI hai kuchh ye tum kisii se pUchh lo ek saathii kii jaruurat (2) pa.Datii hai har ek ko is liye dil tumhaaraa ghabaraa gayaa tum ne dii aavaaz lo mai.n aa gayaa ho ho parvato.n se aaj mai.n Takaraa gayaa tum ne dii aavaaz lo mai.n aa gayaa khol kar in band aa.Nkho.n ko jharokho.n kii tarah zor aavaaraa havaa pe mast jho.nko.n kii tarah zulf tumhaarI isiiliye mai.n bikharA gayaa tumane dii aavaaz lo mai.n aa gayaa ho ho ho parvato.n se aaj mai.n Takaraa gayaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.