% % Contributor: Rekha Pai (rekhi@bombay.mti.sgi.com) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % dil ne kahaa chupake se, ye kyA huA chupake se aa aa (kyo.n naye lag rahe.n hai ye dharatii gagan mai.nne puuchhaa to bolii ye pagalii pavan pyaar huA chupake se, ye kyA huA chupake se ) - 2 titaliyo.n se sunaa aa, titaliyo.n se sunaa mai.nne kissaa baag kA, baag me.n thI ek kalii sharmIlii anachhu_ii, ek din manachalaa, ho, bha.Nvaraa aa gayaa khil uThii vo kalii paayaa ruup nayaa puuchhatii thI kalii ke mujhe kyA huA phuul ha.Nsa chupake se, pyaar huA chupake se mai.nne bAdal se kabhii, o mai.nne bAdal se kabhii ye kahAnI thI sunii, parvato.n kii ek nadii, milane saagar se chalii jhUmatii ghUmatii, ho, nAchatii Dolatii kho gayii apane saagar me.n jaake nadii dekhane pyaar kii aisii jaadUgarii chaa.Nd khilaa chupake se, pyaar huA chupake se kyo.n naye lag rahe.n hai ye dharatii gagan mai.nne puuchhaa to bolii ye pagalii pavan pyaar huA chupake se, ye kyA huA chupake se kyo.n naye lag rahe.n hai ye dharatii gagan mai.nne puuchhaa to bolii ye pagalii pavan durunaa durunaa durunaa durunaa durunaa durunaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.