% % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar tU hii bataa (u.Dataa hii phiruu.N in havaao.n me.n kahii.n yA mai.n jhuul jaauu.N, in ghaTaao.n me.n kahii.n ) - 2 ek karaluu.N aasamaan aur zamiin ab yaaro kyA karuu.N kyA nahii.n pahalaa nashaa, pahalaa khumaar ... (usane baat kii, kuchh aise Dha.ng se sapane de gayaa vo hazaaro.n ra.ng ke ) - 2 rah jaauu.N jaise me.n haar ke aur chuume vo mujhe pyaar se pahalaa nashaa, pahalaa khumaar nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar karaluu.N mai.n kyA apanA haal, ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar, tU hii bataa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.