% % Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % nadiyaa se dariyaa, dariyaa se saagar saagar se gaharaa jaam (2) ho ho ho jaam me.n Duub gayii yaaro.n mere, jIvan kii har shAm (2) nadiyaa se dariyaa ... jo nA piye vo kyA jaane, piite hai kyo.n ham dIvaane yaar ahaa jab se hamane piinaa siikhaa, jiinaa siikhaa maranaa siikhaa yaar ahaa o ham jab yuu.N nashe me.n Dagamagaane lag gaye ho ho ho dil kii bechainii ko aayaa tho.Daa saa aaraam nadiyaa se dariyaa ... meraa kyA mai.n Gam kA maaraa, nashe me.n aalam hai saaraa yaar ahaa kisii ko daulat kA nashaa, kahii.n muhabbat kA nashaa yaar ahaa o kahakar ai sharaabii sab pukaare.n ab mujhe ho ho ho aur koii thaa ye to nahii.n thaa pahale meraa naam nadiyaa se dariyaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.