% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Comments: Kishore sings for Shashi, Yesudas for Amitabh % % har taraf husn aur javAnI hai, aajakii raat kyaa suhaanii hai reshamii jism tharatharaate hai.n, maramarii ho.nTh gunagunaate hai.n dha.Dakano.n mai.n suruur phailaa hai, ra.ng najadiik-o-duur phailaa hai daavat-e-ishq de rAhI hai fazaa, aaj ho jaa kisii hasii.n pe fidaa ki: mohabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai mohabbat ke dam se hai duniyaa ye roshan mohabbat nA hotI to kuchh bhI naa hotA najar aur dil kii panaaho.n kii khaatir ye jannat nA hotI to kuchh bhI naa hotaa yahii ek aaraam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai muhabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai ye: kitaabo.n me.n chhapate hai, chaahat ke kisse haqIkat kii duniyA me.n chaahat nahii.n zamaane ke baazaar me.n, ye vo shah hai ke jisakii kisIko, zaruurat nahii.n hai ye bekaar bedaam kii chiiz hai, naam kii chiiz hai ki: ye kudarat ke Inaam kii chiiz hai mohabbat se itanaa khafaa hone vaale chal aa aaj tujhako muhabbat sikhaa de teraa dil jo baraso.n se viiraa.n pa.Daa hai kisii nAzaniinaa.n ko isame basaa de.n meraa mashavaraa kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai mohabbat ba.De kaam kii chiiz hai, kaam kii chiiz hai %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.