% % Contributor: Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % jurm-e-ulfat pe hame.n log sazaa dete hai.n - 2 kaise naadaan hai.n, sholo.n ko havaa dete hai.n kaise naadaan hai.n hamase dIvaane kahii.n tar ke vafaa karate hai.n - 2 jaan jaaye ki rahe baat nibhaa dete hai.n jaan jaaye... aap daulat ke taraazuu mai.n dilo.n ko taule.n - 2 ham mohabbat se mohabbat kA silaa dete hai.n ham mohabbat se... taKt kyA chiiz hai aur laal-o-javaahar kyA hai - 2 ishq vAle to khudaa_ii bhI luTa dete hai.n ishq vaale ... hamane dil de bhI diyaa ehad-e-vafaa le bhI liyaa - 2 aap ab shokh se dede.n jo sazaa dete hai.n jurm-e-ulfat pe hame.n log sazaa dete hai.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.